Copy the link of the video page and paste it here:
Example: http://www.youtube.com/watch?v=a7FQPMiph9M
NEW!. You can download videos from Vimeo!. :-)
Utils:
![]() |
NEELE NEELE AMBER FROM MOVIE KALAKAR By firerain2006 GREAT MUSIC AND GREAT VOICE OF KISHORE KUMAR MAKES THIS SONG EVERGREEN.RHYTHM GUITAR IS AWESOME.BEST COMPOSTION BY KALYANDJI ANANDJI. LYRICS: Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Oh oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko Oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko Pyaar se kasne ko baahon mein basne ko Dil mera lalchaaye koi to aa jaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Oh thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein Thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein Saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko Mera mann tarsaaye koi to chhoo jhaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Hey chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye Chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye Pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko Dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye La la la.. Tags: bollywood, kishorekumar, kunal, music, neele, sridevi 1 Downloads - Last from: http://downthisvideo.com/ (Your Blog here!) |