Copy the link of the video page and paste it here:
Example: http://www.youtube.com/watch?v=a7FQPMiph9M
NEW!. You can download videos from Vimeo!. :-)
Utils:
![]() |
Mela Dilon Ka [Female] (HD) [Full Song] (HD) With Lyrics - Mela Song: Mela Dilon Ka (Female) (Full Song) Singer: Alka Yagnik Movie: Mela (2000) Starring: Aamir Khan, Twinkle Khanna, Faisal Khan ______ LYRICS ______ mela dilon kaa aata hai, ik baar aake chala jaata hai mela dilon kaa aata hai, ik baar aake chala jaata hai aate hain musaafir, jaate hain musaafir jaana hee hai unako, kyun aate hain musaafir mela dilon kaa aata hai, ik baar aake chala jaata hai hans le gaa le yeh din na milenge kal thodee khushiya, hain thode se yeh pal ek baar phir chalee gayee jo yeh bahaare laut ke na aayengee gujaree bahaare mela bahaaro kaa aata hai, ik baar aake chala jaata hai aatee hain bahaare, jaatee hain bahaare jaana hee hai inako, kyun aatee hain bahaare mela dilon kaa aata hai, ik baar aake chala jaata hai saajan ek tujhape bharosa hai, iss bhid me ek tu hee meraa hai - (2) mausam badale badale jamaana, vaada kiya jo, vaada nibhaana hai mela wafaao kaa aata hai, ik baar aake chala jaata hai haatho kee lakire gaaye yeh taraana marke bhee yeh rishta hamako hai nibhaana mela dilon kaa aata hai, ik baar aake chala jaata hai Tags: 2000, High-definition Video, aamir, album, alka, bollywood, dilon, faisal, female, full, full song, hd, hindi, ka, khan, khanna, lyrics, mela, movie, music, new, song, songs, twinkle, version, with, yagnik 1 Downloads - Last from: (Your Blog here!) |